Introduction: Aaj ke zamane me sirf degree lena kaafi nahi hota. Skill-based courses aise practical courses hote hain jo aapko job ke layak banate hain. Chahe aap student ho, homemaker ho ya job ke liye prepare kar rahe ho – yeh courses aapka career bana sakte hain. Aaj ki post me main aapko Top 7 Skill-Based Courses ke baare me bataungi jo aap online ya offline kar sakte hain. --- 💻 1. Digital Marketing Aaj har business online hai. Digital marketing ka gyaan aapko SEO, social media, content writing, aur email marketing jaise skills sikhaata hai. Course Duration: 3-6 months Platforms: Google, Coursera, Udemy --- 💼 2. MS Excel & Office Tools Har office me Excel, Word aur PowerPoint ka use hota hai. Is skill ke bina aap kisi bhi company me kaam nahi kar sakte. Duration: 1-2 months Bahut saare free tutorials YouTube par bhi milte hain. --- 👨💻 3. Basic Coding (Programming) Agar aap IT field me jana chahte hain to Python, HTML/CSS, JavaScript jaisi languages seekhna shu...
"Simple and practical tips on blogging, Education news and tips, and online earning – only on Learn with Vaishnavi!"