✅ Introduction Bahut saare students ke dimaag me ek hi sawaal hota hai: > “12th commerce ke baad Maths ke bina kaunse career options hain jisse achhi salary mile?” Aaj ke time me commerce students ke paas kai aise options hain jisme maths ki jarurat nahi hoti, par career aur salary dono strong hota hai. Agar aap bhi non-maths background se hain, to yeh 5 career options aapke liye best hain! --- ⭐ 1. B.Com (General) Sabse safe aur simple option Accounts, business studies, economics padhenge Salary Range: ₹15,000 – ₹30,000/month (Fresher) --- ⭐ 2. Bachelor of Management Studies (BMS) Management aur business sikhata hai Maths compulsory nahi hota Salary Range: ₹20,000 – ₹40,000/month --- ⭐ 3. Bachelor of Hotel Management Hotels, travel industry me career Maths ki jarurat nahi High scope abroad bhi Salary Range: ₹18,000 – ₹50,000/month --- ⭐ 4. Digital Marketing Course Online marketing ka zamana hai SEO, social media, ads seekho Maths ki tension nahi Salary Range: ₹20,000 – ₹60,000/mont...
"Simple and practical tips on blogging, Education news and tips, and online earning – only on Learn with Vaishnavi!"